आँख को जाम लिखो ज़ुल्फ़ को बरसात लिखो
आँख को जाम लिखो ज़ुल्फ़ को बरसात लिखोजिस से नाराज हो उस शख्स की हर बात लिखो
जिस से मिलकर भी न मिलने की कसक बाकी है
उसी अंजान शहंशाह की मुलाकात लिखो
जिस्म मस्जिद की तरह आँखे नमाजो जैसी
जब गुनाहों में इबादत थी वो दिन रात लिखो
इस कहानी का तो अंजाम वही है जो था
तुम जो चाहो तो मोहब्बत की शुरुवात लिखो
जब भी देखो उसे अपनी नजर से देखो
कोई कुछ भी कहे तुम अपने ख्यालात लिखो - निदा फ़ाज़ली
aankh ko jaam likho zulf ko barsat likho
aankh ko jaam likho zulf ko barsat likhojis se naraj ho us shakhs ki har baat likho
jis se milkar bhi n milne ki kasak baaki hai
usi anjan shahnshah ki mulakat likho
jism masjid ki tarah aankkhe namajo jaisi
jab gunaho me ibadat thi wo din raat likho
is kahani ka to anjaam wahi hai jo tha
tum jo chaaho to mohabbat ki shuruwat likho
jab bhi dekho use apni nazar se dekho
koi kuch bhi kahe tum apne khayalat likho - Nida Fazli