आग लगाने वालों में थे मेरे भाई भी
आग लगाने वालों में थे मेरे भाई भीजलने वाली बस्ती में था मेरा भी घर एक
सोने की हर लंका उनकी और मुझे बनवास
चतुर सयाने दस दस सर के मुझ मूरख सर एक
गुलशन पर दोनों का हक़ है काँटा हो या फूल
टकराने की शर्त न हो तो शीशा पत्थर एक
ऐसे में भी कायम रक्खी लहज़े की पहचान
ग़ज़लों के नक़्क़ाल बहुत हैं और मुज़फ़्फ़र एक - मुज़फ़्फ़र हनफ़ी
aag lagane walo mein the mere bhaai bhi
aag lagane walo mein the mere bhaai bhijalne wali basti me tha mera bhi ghar ek
sone ki har lanka unki aur mujhe banwaas
chatur sayane das das sar ke mujh murakh sar ek
gulshan par dono ka haq hai kaanta ho ya phool
takrane ki shart n ho to sheesha patthar ek
aise bhi qayam rakkhi lahje ki pahchan
ghazalon ke naqqal bahut hai aur muzaffar ek - Muzaffar Hanfi