कश्ती पर ऐसा भार न हो
कश्ती पर ऐसा भार न होजिससे ये दरिया पार न हो
टूटो तो इतना ही टूटो
जितने से दिल बीमार न हो
फूल बिछाओ राह में उस की
याद रहे कोई ख़ार न हो
ग़लती हो भी तो ऐसी हो
ग़लती वो जो हर बार न हो
तामीर करो घर घर जैसा
घर वो जिस में दीवार न हो - समर प्रदीप
Kashti par aisa bhar na ho
Kashti par aisa bhar na hoJisse wo dariya paar na ho
Tooto to itna hi tooto
Jitne se dil beemar na ho
Phool bichhao raah me us ki
Yaad rahe koi kHar na ho
Ghalti ho bhi to aisi ho
Ghalti wo jo har baar na ho
Tameer karo ghar, ghar jaisa
Ghar wo jis me deewar na ho - Samar Pradeep
बहुत खूबसूरत❤️❤️