अबके बरसात में गर झूम के आये बादल
अबके बरसात में गर झूम के आये बादलप्यास कुछ पिछले जनम की भी बुझाये बादल
यादे-माज़ी न मुझे आके दिलाए बादल
अब मुझे खून के आसू न रुलाये बादल
फसले-गुल मेरी तमन्नाओ की लेकर लौटे
फिर मुझे चाँद से इक बार मिलाये बादल
उसकी आँखों की हंसी झील से पानी ले जाय
अबके अहसां न समुन्दर का उठाये बादल
दिल की बेआब ज़मीं कब से बंजर है शैदा
काश इसमें भी तो कुछ फूल उगाए बादल – शैदा बघौनवी
abke barsaat me gar jhum ke aaye badal
abke barsaat me gar jhum ke aaye badalpyas kuch pichhle janam ki bhi bujhaye badal
yaade-maazi n mujhe aake dilaye badal
ab mujhe khoon ke aansu n rulaye badal
fasale-gul meri tamnnao ki lekar loute
fir mujhe chaand se ik baar milaye badal
uski aankho ki haseen jhil se paani le jay badal
abke ahsaan n samundar ka uthaye badal
dil kee beaab zameen kab se banjar hai shaida
kaash isme bhi to kuch phool ugaye badal- Shaida Baghounavi