क्यों किसी और को दुख-दर्द सुनाऊ अपने
क्यों किसी और को दुख-दर्द सुनाऊ अपनेअपनी आखो में भी मै जख्म छुपाऊ अपने
मै तो कायम हूँ तेरे ग़म की बदोलत वरना
यूँ बिखर जाऊ कि खुद हाथ न आऊ अपने
शेर लोगो को बहुत याद है औरो के लिए
तू मिले तो मै तुझे शेर सुनाऊ अपने
तेरे रास्ते का जो काँटा भी मयस्सर आए
मै उसे शौक से कालर पे सजाऊ अपने
सोचता हूँ कि बुझा दू मै ये कमरे का दिया
अपने साए को भी क्यों साथ जगाऊ अपने - अनवर मसउद
kton kisi aur ko dukh-dard sunaau apne
kton kisi aur ko dukh-dard sunaau apneapni aankho mein bhi main zakhm chhupaaun apne
main to qayam hun tere gham ki badolat warna
yun bikhar jaun ki khud haath n aau apne
sher logo ko bahut yaad hai auro ke liye
tu mile to main tujhe sher sunaau apne
tere raste ka jo kaanta bhi mayssar aaye
mai use shauq se kaalar pe sajau apne
sochta hun ki bujha du main ye kamre ka diya
apne saaye ko bhi kyon saath jagaau apne - Anwar Masud