मैं उसूलों में कोई ढील नहीं कर सकता - आतिश इंदौरी

मैं उसूलों में कोई ढील नहीं कर सकता

मैं उसूलों में कोई ढील नहीं कर सकता
दोस्ती इश्क़ में तब्दील नहीं कर सकता

दोस्ती एक छलावा ही रहेगी जानाँ
इश्क़ का रूप मैं तब्दील नहीं कर सकता

बे-वफ़ाओं से मेरा पाला पड़ा है ता-उम्र
इश्क़ को तेरे कभी फ़ील नहीं कर सकता

बे-वफ़ाओं को वफ़ा मिल नहीं सकती आतिश
क़ुदरती बात है तब्दील नहीं कर सकता

इश्क़ के फेर में मैं पड़ नहीं सकता आतिश
अपनी आँखों को कभी झील नहीं कर सकता - आतिश इंदौरी


mai usulon mein koi dheel nahin kar sakta

mai usulon mein koi dheel nahin kar sakta
dosti ishq mein tabdil nahin kar sakta

dosti ek chhalawa hi rahegi jaanan
ishq ka roop mein tabdil nahin kar sakta

be-wafaon se mera pala pada hai ta-umra
ishq ko tere kabhi feel nahi kar sakta

be-wafaon ko wafa mil nahin sakti aarish
kudrati baat hai tabdil nahin kar sakta

ishq ke pher mein main pad nahin sakta aatish
apni aankhon ko kabhi jheel nahin kar sakta -Atish Indori

Post a Comment

कृपया स्पेम न करे |

Previous Post Next Post

Advertisement

preload preload preload preload preload