ज़ुल्म किस-किस गरीब पर न किया
ज़ुल्म किस-किस गरीब पर न कियातुमने इस काम से हज़र न किया
दिल के हाथो है सख्त मजबूरी
अब किया वह जो उम्र भर न किया
इश्क ने कैद कर लिया मुझ को
क़ब्जा उनके मिज़ाज पर न किया
कोई दिन और सब्र करना था
दिले-बेताब ने मगर न किया
तुमको हम बावफा तो कह देंगे
दाग़ ने एतबार गर न किया - दाग़ देहलवी
Zulm kis kis gareeb par na kiya
Zulm kis kis gareeb par na kiyatumne is kaam se hazar na kiya
dil ke hatho hai sakht majburi
ab kiya wah jo umr bhar n kiya
ishq ne qaid kar liya mujh ko
kabja unke mizaj par n kiya
koi din aur sabr karna tha
dil-e-betab ne magar n kiya
tumko ham bawafa to kah denge
daagh ne etbaar gar n kiya - Daagh Dehlvi