भीगती आँखों के मंज़र नहीं देखे जाते
भीगती आँखों के मंज़र नहीं देखे जातेहम से अब इतने समुंदर नहीं देखे जाते
उस से मिलना है तो फिर सादा-मिज़ाजी से मिलो
आईने भेस बदल कर नहीं देखे जाते
वज़्अ-दारी तो बुज़ुर्गों की अमानत है मगर
अब ये बिकते हुए ज़ेवर नहीं देखे जाते
ज़िंदा रहना है तो हालात से डरना कैसा
जंग लाज़िम हो तो लश्कर नहीं देखे जाते - मेराज फैजाबादी
Bhigti aankhon ke manzar nahi dekhe jaate
Bhigti aankhon ke manzar nahi dekhe jaateham se ab itne samundar nahi dekhe jaate
us se milna hai to phir sada-mizaji se milo
aaine bhes badal kar nahi dekhe jaate
vazaadari to bujurgo ki amanat hai magar
ab ye bikte hue zevar nahi dekhe jate
zinda rahna hai to halat se darna kaisa
jung lazim ho to lashkar nahi dekhe jaate - Meraz Faizabadi