गरीब-ए-शहर का सर है के शहरयार का है
गरीब-ए-शहर का सर है के शहरयार का हैये हमसे पूछ के गम कौन सी कतार का है
किसी की जान का, न मसला शिकार का है
यहाँ मुकाबला पैदल से शहसवार का है
ऐ-आबो-ताबे-सितम, मश्क क्यूँ नहीं करता
हमें तो शौक भी सेहरा-ए-बेहिसर का है
यहाँ का मसला मिटटी की आबरू का नहीं
यहाँ सवाल जमीनों पे इख्तियार का है
वो जिसके दर से कभी जिंदगी नहीं देखी
ये आधा चाँद उसी शहरे-यादगार का है
ये ऐसा ताज है जो सर पे खुद पहुचता है
इसे जमीन पे रख दो ये खाकसार का है - अहमद कमाल 'परवाज़ी'
Garib-e-shahar ka sar hai ke shaharyar ka hai
garibe shahar ka sar hai ke shaharyaar ka haiye hamse puch ke gam koun si kataar ka hai
kisi ki jaan ka, n masla shikar ka hai
yaha mukabala paidal se shahsawar ka hai
ae aabo-tabe-sitam, mashq kyu nahi karta
hame to shouk bhi sehra-e-behisar ka hai
yaha ka masala mitti ki aabru ka nahi
yaha sawal jamino pe ikhtiyar ka hai
wo jiske dar se kabhi jindgi nahi dekhi
ye aadha chand usi shahre yaadgar ka hai
ye aisa taaj hai jo sar pe khud pahuchta hai
ise jamin pe rakh do ye khaksar ka hai - Ahmad Kamaal Parwazi
Bahot kam likha he apne kamaal sahab per