यार आता नजर नहीं आता - क़मर जलालाबादी

यार आता नजर नहीं आता

यार आता नजर नहीं आता
दर्द जाता नजर नहीं आता

झोली फैला चुके मोहब्बत की
कोई दाता नज़र नहीं आता

अब तो कोई भी कु-ए-उल्फत में
आता नज़र नहीं आता

लोग कहते है गीत है जीवन
कोई गाता नज़र नहीं आता

अब यकीन हो चला के उनका हाथ
हाथ आता नज़र नहीं आता - क़मर जलालाबादी


Yaar aata nazar nahi aata

Yaar aata nazar nahi aata
Dard jaata nazar nahi aata

Jholi phaila chuke Mohabbat ki
Koi Daata nazar nahi aata

Ab to koyi bhi kuve-ulfat me
Aata jaata nazar nahi aata

Log kahte hain geet hai Jeewan
Koi gaata nazar nahi aata

Ab yakeen ho chala ke unka haath
Haath aata nazar nahi aata - Qamar Jalalabadi

Post a Comment

कृपया स्पेम न करे |

Previous Post Next Post