खुशी का मसअला क्या है जो मुझसे खौफ खाती है
खुशी का मसअला क्या है जो मुझसे खौफ खाती हैइसे जब भी बुलाता हूँ गमो को साथ लाती है
चिरागों कब हवा की दोगली फितरत को समझोगे
जलाती है यही तुमको यही तुमको बुझाती है
मराशिम के शज़र को बद्जनी का घुन लगा जबसे
कोई पत्ता भी जब खींचे तो डाली टूट जाती है - अनवर जलालाबादी
khushi ka masaala kya hai jo mujhse khauf khati hai
khushi ka masaala kya hai jo mujhse khauf khati haiise jab bhi bulata hun ghamo ko saath lati hai
chirago kab hawa ki dogli fitrat ko samjhoge
jalati hai yahi tumko yahi tumko bujhati hai
marashim ke shazar ko badjani ka ghun laga jabse
koi patta bhi jab kheenche to dali tut jati hai - Anwar Jalalabadi