ये काफिले यादो के कही खो गए होते
ये काफिले यादो के कही खो गए होतेइक पल भी अगर भूल से हम सो गए होते
ऐ शहर तीर नामो-निशा भी नहीं होता
जो हादसे होने थे अगर हो गए होते
हर बार पलटते हुए घर को यही सोचा
ऐ काश किसी लम्बे सफ़र को गए होते
हम खुश है हमें धुप विरासत में मिली है
अजदाद कही पेड़ भी कुछ बो गए होते
किस मुह से कहे तुझसे समन्दर के है हकदार
सैराब सराबो से भी हम हो गए होते - शहरयार
ye kafile yaado ke kahi kho gaye hote
ye kafile yaado ke kahi kho gaye hoteik pal bhi agar bhool se hum so gaye hote
ae shahar teer namo-nishan bhi nahi hota
jo hadse hone the agar ho gaye hote
har baar paltate hue ghar ko yahi socha
ae kash kisi lambe safar ko gaye hote
hum khush hai hame dhoop virasat me mili hai
azdad kahi ped bhi kuch bo gaye hote
kis muh se kahe tujhse samndar ke hai haqdar
sairab sarabo se bhi hum ho gaye hote- Shaharyar