जिस तरह शाम है गुजरी मेरी - राघव अग्रवाल

जिस तरह शाम है गुजरी मेरी

जिस तरह शाम है गुजरी मेरी
कट जाये रात भी उस तरह तो अच्छा

मुझे इश्क नहीं किसी से, ना कोई हसरत है
गुरुर ये बना रहे दुःख की धुप में भी तो अच्छा

वीरानियाँ रहती है बज्मों में आजकल
वीरानियाँ ये न रहे दिल में तो अच्छा

कानून तक पहुचती है, उस गली से उम्मीद की आवाजें
आवाज़ ये न पहुचे दिल तक तो अच्छा

मेरे दिल को ख्वाहिश है कोई नयी न्यु सी
ख्वाहिश ये न आये जुबां तक तो अच्छा

एक हमसफ़र है मेरे करीब कुछ मुद्दत से
सफ़र ये न आये कभी मंज़िल तक तो अच्छा

गुज़रे है उसके शहर से, कई बार हम ग़ालिब
राह में कही मिले वो इत्तेफाकन से तो अच्छा - राघव अग्रवाल


jis tarah shaam hai guzri meri

jis tarah shaam hai guzri meri,
kat jaaye raat bhi us tarah toh achha,

mujhe ishq nhi kisi se, na koi hasrat hai
raah-e-mazil mein miljaye koi humsafar toh achha,

guroor hai gul ko khilne ka sukh ke saaye mein
guroor ye bana rahe dukh ki dhoop mein bhi toh achha,

viraaniyan rehti hai bazmon mein aajkal,
viraaniyan ye na rhe dil mein toh achha,

kaanon tak pahuchahi hai, us gali se umeed ki awaazein,
awaaz ye na pahuche dil tak toh achha,

mere dil ko khwaish hai koi nayi nayi si,
khwaish ye na aaye zubaan tak toh achha,

ek hamsafar hai mere qareeb kuch muddat se
safar ye na aaye kabhi manzil tak toh achha,

guzre hai uske shahar se, kayi baar hum ghalib,
raah mein khi mile woh ittefaq se toh achha - Raghav Agrawal

Post a Comment

कृपया स्पेम न करे |

Previous Post Next Post

Advertisement

preload preload preload preload preload