मीठी बातों का जादू
जब भी बोलो सच ही बोलोबातों में मिश्री सी घोलो ।
जादू करतीं मीठी बातें,
मीठा बोल सभी के हो लो ।।
महामंत्र है मीठी भाषा,
सबको कर लेती है वश में ।
नहीं मिठास मिठाई,फल में,
जो मिठास बातों के रस में ।।
प्यारी मीठी बातें सुनकर
सब कर लेते सहज मिताई ।
पुल बन जातीं मीठी बातें
मिट जाती आपस की खाई ।
मीठी बातों के जादू से
सारा जग सुन्दर कर लेना ।
सच्ची मीठी बातें करके
सब के मन में सुख भर देना ।।
- त्रिलोक सिंह ठकुरेला
meethi baton ka jadoo
jab bhi bolo sach hi bolobaaton mein mishri si gholo
jadoo karti meethi bate
meethe bol sabhi ke ho lo
mahamantra hai meethi bhasha
sabko kar leti hai vash me
nahin mithas mithai, phal mein
jo mithas baton ke ras mein
pyari mithi baaten sunkar
sab kar lete sahaj mitai
pool ban jati meethi baten
mit jati aapas ki khaai
meethi baaton ke jadoo se
sara jag sundar kar lena
sachchi meethi baten karke
sab ke man mein sukh bhar dena
Trilok Singh Thakurela