खुद को खो चुका हूँ मैं
खुद को खो चुका हूँ मैं, अब बिखरने का मन कर रहा है,एक बार फिर तुमसे कुछ कहने को दिल मचल रहा है।
बचपन की मासूमियत, वो सपने न जाने कहाँ खो गए,
तब से अपनी परछाई से ही डरने लगा हूँ मैं।
दुनिया की भागदौड़ में, कहीं गुम हो गया हूँ मैं,
खुशियों के बाजार में, बस एक
तलबगार बन कर रह गया हूँ मैं।
चेहरे पर हंसी है, पर दिल में खामोशी,
दर्द के इस सागर में, बस एक
चेहरे पर हंसी है, पर दिल में खामोशी,
दर्द के इस सागर में, बस एक
किनारा बन कर रह गया हूँ मैं।
हर रात खुद से सवाल करता हूँ,
क्या सच में मैं वही इंसान हूँ मैं?
टूटे हुए सपनों का, वो बिखरा हुआ सिलसिला,
अब जिंदगी के सफर में, बस एक
हर रात खुद से सवाल करता हूँ,
क्या सच में मैं वही इंसान हूँ मैं?
टूटे हुए सपनों का, वो बिखरा हुआ सिलसिला,
अब जिंदगी के सफर में, बस एक
मुसाफिर बन कर रह गया हूँ मैं।
- नीतीश तिवारी
el baar phir tumse kuchh kahne ko dil machal raha hai
bachpan ki masumiyat, wo sapne n jane kahan kho gaye,
tab se apni parchhai se hi darne laga hun main
duniya ki bhagdaud mein, kahin gum ho gaya hun main,
khushiyon ke bazar mein, bas ek
- नीतीश तिवारी
Khud ko kho chuka hun main
khud ko kho chuka hhun mai, ab bikharne ka man kar raha hai,el baar phir tumse kuchh kahne ko dil machal raha hai
bachpan ki masumiyat, wo sapne n jane kahan kho gaye,
tab se apni parchhai se hi darne laga hun main
duniya ki bhagdaud mein, kahin gum ho gaya hun main,
khushiyon ke bazar mein, bas ek
talabgar ban kar rah gaya hun main
chehre par hansi hai, par dil me khamoshi,
dard ke is sagar mein, bas ek
chehre par hansi hai, par dil me khamoshi,
dard ke is sagar mein, bas ek
kinara ban kar rah gaya hun main
har raat khud se sawal karta hun,
kya sach mein main wahi insaan hun main?
tute hue sapno ka, wo bikhra hua silsila
ab zindagi ke safar mein, bas ek
har raat khud se sawal karta hun,
kya sach mein main wahi insaan hun main?
tute hue sapno ka, wo bikhra hua silsila
ab zindagi ke safar mein, bas ek
musafir ban kar raha gaya hun main
Nitish Tiwari
Nitish Tiwari