मैं ये नहीं कहता कि मिरा सर न मिलेगा
मैं ये नहीं कहता कि मिरा सर न मिलेगालेकिन मिरी आँखों में तुझे डर न मिलेगा
सर पर तो बिठाने को है तैयार ज़माना
लेकिन तिरे रहने को यहाँ घर न मिलेगा
जाती है चली जाए ये मय-ख़ाने की रौनक़
कम-ज़र्फ़ों के हाथों में तो साग़र न मिलेगा
दुनिया की तलब है तो कनाअत ही न करना
क़तरे ही से ख़ुश हो तो समुंदर न मिलेगा - वसीम बरेलवी
main ye nahin kahta ki mera sar na milega
main ye nahin kahta ki mera sar na milegalekin meri aankhon mein tujhe dar na milega
sar par to bithane ko hai taiyyar zamana
lekin tere rahne ko yahan ghar na milega
jati hai chali jae ye mai-khane ki raunaq
kam-zarfon ke hathon mein to saghar na milega
duniya ki talab hai to qanaat hi na karna
qatre hi se khush ho to samundar na milega - Waseem Barelvi
Vasiim sahab ka jawab nahin...