ख़्वाहिशें बे पनाह करने में
ख़्वाहिशें बे पनाह करने मेंहम हैं ख़ुद को तबाह करने में
हमने कितने उसूल तोड़ दिए
एक तुझ से निबाह करने में
हम अदालत में केस हार गये
दोस्तों को गवाह करने में
कितनी लाशें बिछाई हैं तुमने
ख़ुद को आलम पनाह करने में
सारी बस्ती उजाड़ दी तुमने
मेरे घर को तबाह करने में - राज़िक़ अंसारी
khwahishe be-panah karne mein
khwahishe be-panah karne meinham hai khud ko tabah karne mein
hamne kitne usool tod diye
ek tujh se nibaah karne mein
ham adalat me case haar gaye
doston ko gawah karne mein
kitni lashe bichhai hai tumne
khud ko aalam panah karne mein
sari basti ujaad di tumne
mere ghar ko tabaah karne mein - Razique Ansari